Agar dekhe ke khoon baghair zakham ke us ke badan se nikla hai tou daleel hai ke us ko nuqsan pohanche ga aur apne badan par zakham paye tou nuqsan maal hai aur agar se mara hai aur khoon jari hua hai tou nuqsan lamba ho ga aur woh us par sawab paye ga. Agar zakham ke khoon se us ka kapra alooda ho gaya hai tou haram ka maal us ko kahin se milay ga.